Surah At-Taubah Verse 84 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahوَلَا تُصَلِّ عَلَىٰٓ أَحَدٖ مِّنۡهُم مَّاتَ أَبَدٗا وَلَا تَقُمۡ عَلَىٰ قَبۡرِهِۦٓۖ إِنَّهُمۡ كَفَرُواْ بِٱللَّهِ وَرَسُولِهِۦ وَمَاتُواْ وَهُمۡ فَٰسِقُونَ
Aur aainda in mein se jo koi marey (die) uski namaz e janaza bhi tum hargiz na padhna aur na kabhi uski qabr par khade hona kyunke unhon ne Allah aur uske Rasool ke saath kufr kiya hai aur woh marey hain is haal mein ke woh fasiq thay