Surah At-Taubah Verse 99 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَمِنَ ٱلۡأَعۡرَابِ مَن يُؤۡمِنُ بِٱللَّهِ وَٱلۡيَوۡمِ ٱلۡأٓخِرِ وَيَتَّخِذُ مَا يُنفِقُ قُرُبَٰتٍ عِندَ ٱللَّهِ وَصَلَوَٰتِ ٱلرَّسُولِۚ أَلَآ إِنَّهَا قُرۡبَةٞ لَّهُمۡۚ سَيُدۡخِلُهُمُ ٱللَّهُ فِي رَحۡمَتِهِۦٓۚ إِنَّ ٱللَّهَ غَفُورٞ رَّحِيمٞ
aur baz ahale dehaath mein aise bhi hai jo Allah tala par aur qayamath ke din par iman rakhte hai aur jo kuch qarch karte hai us ko indallah qurb hasil hone ka zariya aur rasool ki dua ka zariya banate hai,yad rakho ke un ka ye qarch karna beshak un ke liye maujibe qurbath hai,un ko Allah tala zaror apni rehmath mein dakhil karega,Allah tala badi maghfirath wala badi rehmath wala hai