Surah At-Taubah Verse 100 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَٱلسَّـٰبِقُونَ ٱلۡأَوَّلُونَ مِنَ ٱلۡمُهَٰجِرِينَ وَٱلۡأَنصَارِ وَٱلَّذِينَ ٱتَّبَعُوهُم بِإِحۡسَٰنٖ رَّضِيَ ٱللَّهُ عَنۡهُمۡ وَرَضُواْ عَنۡهُ وَأَعَدَّ لَهُمۡ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي تَحۡتَهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُ خَٰلِدِينَ فِيهَآ أَبَدٗاۚ ذَٰلِكَ ٱلۡفَوۡزُ ٱلۡعَظِيمُ
aur jo muhajirin aur ansar sabeq aur muqaddam hai aur jitne log eqlas ke sath un ke pairav hai Allah un sub se razi hoa aur wo sub us se razi hoe aur Allah ne un ke liye aise bagh muhiyya kar rakhe hai jin ke niche nehre jari hongi jin mein hamesha rahenge,ye badi kamyabi hai