Surah At-Taubah Verse 101 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَمِمَّنۡ حَوۡلَكُم مِّنَ ٱلۡأَعۡرَابِ مُنَٰفِقُونَۖ وَمِنۡ أَهۡلِ ٱلۡمَدِينَةِ مَرَدُواْ عَلَى ٱلنِّفَاقِ لَا تَعۡلَمُهُمۡۖ نَحۡنُ نَعۡلَمُهُمۡۚ سَنُعَذِّبُهُم مَّرَّتَيۡنِ ثُمَّ يُرَدُّونَ إِلَىٰ عَذَابٍ عَظِيمٖ
aur jo kuch tumhara gird wa pesh walo mein aur jo kuch madine walo mein aise munafiq hai ke nifaaq par ade hoe hai,aap un ko nahi jante,un ko hum jante hai,hum un ko dohri saza denge,phir wo bade bhari azaab ki taraf bheje jaenge