Surah At-Taubah Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahوَمِمَّنۡ حَوۡلَكُم مِّنَ ٱلۡأَعۡرَابِ مُنَٰفِقُونَۖ وَمِنۡ أَهۡلِ ٱلۡمَدِينَةِ مَرَدُواْ عَلَى ٱلنِّفَاقِ لَا تَعۡلَمُهُمۡۖ نَحۡنُ نَعۡلَمُهُمۡۚ سَنُعَذِّبُهُم مَّرَّتَيۡنِ ثُمَّ يُرَدُّونَ إِلَىٰ عَذَابٍ عَظِيمٖ
Tumhare gird o pesh jo badwi rehte hain un mein bahut se munafiq hain aur isi tarah khud Medina ke bashindon mein bhi munafiq maujood hain jo nifaq mein taq (experts) ho gaye hain. Tum inhein nahin jaante, hum unko jaante hain. Qareeb hai woh waqt jab hum unko dohri saza denge, phir woh zyada badi saza ke liye wapas laye jayenge