Surah Quraish - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
لِإِيلَٰفِ قُرَيۡشٍ
Chunke Quresh manoos huey
Surah Quraish, Verse 1
إِۦلَٰفِهِمۡ رِحۡلَةَ ٱلشِّتَآءِ وَٱلصَّيۡفِ
(yani) Jaadey(winter) aur garmi ke safaron se manoos
Surah Quraish, Verse 2
فَلۡيَعۡبُدُواْ رَبَّ هَٰذَا ٱلۡبَيۡتِ
Lihaza un ko chahiye ke is ghar ke Rubb ki ibadat karein
Surah Quraish, Verse 3
ٱلَّذِيٓ أَطۡعَمَهُم مِّن جُوعٖ وَءَامَنَهُم مِّنۡ خَوۡفِۭ
Jisne unhein bhook se bacha kar khane ko diya aur khauf se bacha kar aman ata kiya
Surah Quraish, Verse 4