Surah Al-Masadd - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
تَبَّتۡ يَدَآ أَبِي لَهَبٖ وَتَبَّ
abu lahab ke duno haath toot gaye aur wo (khud) halaak ho gaya
Surah Al-Masadd, Verse 1
مَآ أَغۡنَىٰ عَنۡهُ مَالُهُۥ وَمَا كَسَبَ
na to us ka maal us ke kaam aaya aur na us ki kamaayi
Surah Al-Masadd, Verse 2
سَيَصۡلَىٰ نَارٗا ذَاتَ لَهَبٖ
wo an qareeb bhadakne waali aag mein jayega
Surah Al-Masadd, Verse 3
وَٱمۡرَأَتُهُۥ حَمَّالَةَ ٱلۡحَطَبِ
aur us ki biwi bhi (jayegi) jo lakdiyaa dho-ne waali hai
Surah Al-Masadd, Verse 4
فِي جِيدِهَا حَبۡلٞ مِّن مَّسَدِۭ
us ki gardan mein posth khajoor ki bati hoyi rassi hogi
Surah Al-Masadd, Verse 5