Surah Yusuf Verse 109 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَمَآ أَرۡسَلۡنَا مِن قَبۡلِكَ إِلَّا رِجَالٗا نُّوحِيٓ إِلَيۡهِم مِّنۡ أَهۡلِ ٱلۡقُرَىٰٓۗ أَفَلَمۡ يَسِيرُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَيَنظُرُواْ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡۗ وَلَدَارُ ٱلۡأٓخِرَةِ خَيۡرٞ لِّلَّذِينَ ٱتَّقَوۡاْۚ أَفَلَا تَعۡقِلُونَ
aap se pehle hum ne basti walo mein jitne rasool bheje hai sub mard hee thein jin ki taraf hum wahi naazil farmaate gaye, kya zameen mein chal phir kar unhone dekha nahi ke un se pehle ke logo ka kaisa kuch anjaam hoa? yaqinan aaqirath ka ghar parhezgaaro ke liye bahuth hee behtar hai, kya phir bhi tum nahi samajhte