Surah Yusuf Verse 110 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufحَتَّىٰٓ إِذَا ٱسۡتَيۡـَٔسَ ٱلرُّسُلُ وَظَنُّوٓاْ أَنَّهُمۡ قَدۡ كُذِبُواْ جَآءَهُمۡ نَصۡرُنَا فَنُجِّيَ مَن نَّشَآءُۖ وَلَا يُرَدُّ بَأۡسُنَا عَنِ ٱلۡقَوۡمِ ٱلۡمُجۡرِمِينَ
yahaan tak ke jab rasool na ummid hone lage aur wo (khaom ke log) qayaal karne lage ke unhe jhoot kaha gaya, fauran hee hamari madad un ke paas aa pahonchi jise hum ne chaaha ose najaath di gayi, baath ye hai ke hamara azaab gunehgaaro se waapis nahi kiya jata