Surah Yusuf Verse 110 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufحَتَّىٰٓ إِذَا ٱسۡتَيۡـَٔسَ ٱلرُّسُلُ وَظَنُّوٓاْ أَنَّهُمۡ قَدۡ كُذِبُواْ جَآءَهُمۡ نَصۡرُنَا فَنُجِّيَ مَن نَّشَآءُۖ وَلَا يُرَدُّ بَأۡسُنَا عَنِ ٱلۡقَوۡمِ ٱلۡمُجۡرِمِينَ
(pehle paigambaron ke saath bhi yahi hota raha hai ke woh muddaton naseehat karte rahey aur logon ne sunkar na diya) yahan tak ke jab paigambar logon se mayous ho gaye aur logon ne bhi samajh liya ke unse jhoot bola gaya tha, to yakayak hamari madad paigambaron ko pahunch gayi .Phir jab aisa mauqa aa jata hai to hamara qaida yeh hai ke jisey hum chahte hain bacha lete hain aur mujrimon par se to hamara azaab taala hi nahin jaa sakta