Surah Yusuf Verse 111 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufلَقَدۡ كَانَ فِي قَصَصِهِمۡ عِبۡرَةٞ لِّأُوْلِي ٱلۡأَلۡبَٰبِۗ مَا كَانَ حَدِيثٗا يُفۡتَرَىٰ وَلَٰكِن تَصۡدِيقَ ٱلَّذِي بَيۡنَ يَدَيۡهِ وَتَفۡصِيلَ كُلِّ شَيۡءٖ وَهُدٗى وَرَحۡمَةٗ لِّقَوۡمٖ يُؤۡمِنُونَ
un ke bayaan mein aql walo ke liye yaqinan nasihath aur ibrath hai, ye Qur’aan jhoot banaai hoyi baath nahi, balke ye tasdeeq hai un kitaabo ki jo us se pehle ki hai, khol khol kar bayaan karne wala hai har cheez ko aur hidayath aur rehmath hai imaandaar logo ke liye