Surah Yusuf Verse 36 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَدَخَلَ مَعَهُ ٱلسِّجۡنَ فَتَيَانِۖ قَالَ أَحَدُهُمَآ إِنِّيٓ أَرَىٰنِيٓ أَعۡصِرُ خَمۡرٗاۖ وَقَالَ ٱلۡأٓخَرُ إِنِّيٓ أَرَىٰنِيٓ أَحۡمِلُ فَوۡقَ رَأۡسِي خُبۡزٗا تَأۡكُلُ ٱلطَّيۡرُ مِنۡهُۖ نَبِّئۡنَا بِتَأۡوِيلِهِۦٓۖ إِنَّا نَرَىٰكَ مِنَ ٱلۡمُحۡسِنِينَ
Qaid-khane(prison) mein do ghulaam aur bhi uske saath daakhil huey. Ek roz un mein se ek ne ussey kaha “ maine khwab mein dekha hai ke main sharaab kasheed kar raha hoon” dusre ne kaha, “maine dekha ke mere sar par rotiyan rakkhi hain aur parindey unko kha rahey hain”. Dono ne kaha “humein iski tabeer bataiye, hum dekhte hain ke aap ek neik aadmi hain”