Surah Yusuf Verse 36 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَدَخَلَ مَعَهُ ٱلسِّجۡنَ فَتَيَانِۖ قَالَ أَحَدُهُمَآ إِنِّيٓ أَرَىٰنِيٓ أَعۡصِرُ خَمۡرٗاۖ وَقَالَ ٱلۡأٓخَرُ إِنِّيٓ أَرَىٰنِيٓ أَحۡمِلُ فَوۡقَ رَأۡسِي خُبۡزٗا تَأۡكُلُ ٱلطَّيۡرُ مِنۡهُۖ نَبِّئۡنَا بِتَأۡوِيلِهِۦٓۖ إِنَّا نَرَىٰكَ مِنَ ٱلۡمُحۡسِنِينَ
us ke saath hee do aur jawaan bhi jail khane mein dakhil hoye, un mein se ek ne kaha ke main ne qwaab mein apne aap ko sharaab nichodte dekha hai aur dosre ne kaha main ne apne aap ko dekha hai ke main apne sar par roti uthaye hoye hoon, jise parinde kha rahe hai, hamein aap is ki tabeer bataiye, hamein to aap qoobiyon wale shaqs dikhayi dete hai