Surah Yusuf Verse 37 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufقَالَ لَا يَأۡتِيكُمَا طَعَامٞ تُرۡزَقَانِهِۦٓ إِلَّا نَبَّأۡتُكُمَا بِتَأۡوِيلِهِۦ قَبۡلَ أَن يَأۡتِيَكُمَاۚ ذَٰلِكُمَا مِمَّا عَلَّمَنِي رَبِّيٓۚ إِنِّي تَرَكۡتُ مِلَّةَ قَوۡمٖ لَّا يُؤۡمِنُونَ بِٱللَّهِ وَهُم بِٱلۡأٓخِرَةِ هُمۡ كَٰفِرُونَ
yousuf ne kaha tumhe jo khana diya jata hai us ke tumhare paas pahonchne se pehle hee main tumhe is ki tabeer batla donga, ye sub us ilm ki ba-daulat hai jo mujhe mere rub ne sikhaya hai, main ne un logo ka maz’hab chohd diya hai jo Allah par imaan nahi rakhte aur aqirath ke bhi munkir hai