Surah Yusuf Verse 37 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufقَالَ لَا يَأۡتِيكُمَا طَعَامٞ تُرۡزَقَانِهِۦٓ إِلَّا نَبَّأۡتُكُمَا بِتَأۡوِيلِهِۦ قَبۡلَ أَن يَأۡتِيَكُمَاۚ ذَٰلِكُمَا مِمَّا عَلَّمَنِي رَبِّيٓۚ إِنِّي تَرَكۡتُ مِلَّةَ قَوۡمٖ لَّا يُؤۡمِنُونَ بِٱللَّهِ وَهُم بِٱلۡأٓخِرَةِ هُمۡ كَٰفِرُونَ
Yusuf ne kaha: “yahan jo khana tumhein mila karta hai uske aane se pehle main tumhein in khwabon ki tabeer bata dunga. Yeh ilam un uloom se hai jo mere Rubb ne mujhey ata kiye hain. Waqiya yeh hai ke maine un logon ka tareeqa chodh kar jo Allah par iman nahin latey aur aakhirat ka inkar karte hain