Surah Yusuf Verse 38 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَٱتَّبَعۡتُ مِلَّةَ ءَابَآءِيٓ إِبۡرَٰهِيمَ وَإِسۡحَٰقَ وَيَعۡقُوبَۚ مَا كَانَ لَنَآ أَن نُّشۡرِكَ بِٱللَّهِ مِن شَيۡءٖۚ ذَٰلِكَ مِن فَضۡلِ ٱللَّهِ عَلَيۡنَا وَعَلَى ٱلنَّاسِ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَشۡكُرُونَ
Apne buzurgon, Ibrahim, Ishaq aur yaqub ka tareeqa ikhtiyar kiya hai, hamara yeh kaam nahin hai ke Allah ke saath kisi ko shareek tehehrayein .Dar-haqeeqat yeh Allah ka fazal hai humpar aur Insaano par (ke usne apne siwa kisi ka banda humein nahin banaya) magar aksar log shukar nahin karte