Surah Yusuf Verse 38 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَٱتَّبَعۡتُ مِلَّةَ ءَابَآءِيٓ إِبۡرَٰهِيمَ وَإِسۡحَٰقَ وَيَعۡقُوبَۚ مَا كَانَ لَنَآ أَن نُّشۡرِكَ بِٱللَّهِ مِن شَيۡءٖۚ ذَٰلِكَ مِن فَضۡلِ ٱللَّهِ عَلَيۡنَا وَعَلَى ٱلنَّاسِ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَشۡكُرُونَ
main apne baap dadaao ke deen ka paapandh hoon, yani ibraheem wa is’haaq aur yaqoob ke deen ka, hamein hargiz ye sazawaar nahi ke hum Allah ke saath kisi ko bhi shareek kare, hum par aur tamaam logo par Allah ta’ala ka ye qaas fazl hai lekin aksar log nashukri karte hai