Surah An-Nahl Verse 26 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlقَدۡ مَكَرَ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡ فَأَتَى ٱللَّهُ بُنۡيَٰنَهُم مِّنَ ٱلۡقَوَاعِدِ فَخَرَّ عَلَيۡهِمُ ٱلسَّقۡفُ مِن فَوۡقِهِمۡ وَأَتَىٰهُمُ ٱلۡعَذَابُ مِنۡ حَيۡثُ لَا يَشۡعُرُونَ
Inse pehle bhi bahut se log (haqq ko nicha dikhane ke liye) aisi hi makkariyan kar chuke hain, to dekhlo ke Allah ne unke makr ki imarat jadd (root) se ukhad phenki aur uski chatt upar se unke sar par aa rahi (roof fell down upon their heads from above them) aur aisey rukh se unpar azaab aaya jidhar se uske aane ka unko gumaan tak na tha