Surah An-Nahl Verse 59 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlيَتَوَٰرَىٰ مِنَ ٱلۡقَوۡمِ مِن سُوٓءِ مَا بُشِّرَ بِهِۦٓۚ أَيُمۡسِكُهُۥ عَلَىٰ هُونٍ أَمۡ يَدُسُّهُۥ فِي ٱلتُّرَابِۗ أَلَا سَآءَ مَا يَحۡكُمُونَ
Logon se chupta phirta hai ke is buri khabar ke baad kya kisi ko mooh dikhaye. Sochta hai ke zillat ke saath beti ko liye rahey ya mitti mein daba de? Dekho kaise bure hukum hain jo yeh khuda ke barey mein lagate hain