Surah An-Nahl Verse 60 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlلِلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ بِٱلۡأٓخِرَةِ مَثَلُ ٱلسَّوۡءِۖ وَلِلَّهِ ٱلۡمَثَلُ ٱلۡأَعۡلَىٰۚ وَهُوَ ٱلۡعَزِيزُ ٱلۡحَكِيمُ
Buri siffat se muttasaf (be ascribed) kiya janey ke layak to woh log hain jo aakhirat ka yaqeen nahin rakhte. Raha Allah, to uske liye sab se bartar siffat hain, wahi to sab par gaalib aur hikmat mein kamil hai