Surah An-Nahl Verse 72 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَٱللَّهُ جَعَلَ لَكُم مِّنۡ أَنفُسِكُمۡ أَزۡوَٰجٗا وَجَعَلَ لَكُم مِّنۡ أَزۡوَٰجِكُم بَنِينَ وَحَفَدَةٗ وَرَزَقَكُم مِّنَ ٱلطَّيِّبَٰتِۚ أَفَبِٱلۡبَٰطِلِ يُؤۡمِنُونَ وَبِنِعۡمَتِ ٱللَّهِ هُمۡ يَكۡفُرُونَ
Aur woh Allah hi hai jisne tumhare liye tumhari hum jins biwiyan banayi aur usi ne un biwiyon se tumhein bete potey (sons and grandsons) ata kiye aur acchi acchi cheezein tumhein khane ko di. Phir kya yeh log (yeh sab kuch dekhte aur jaante huey bhi) baatil ko maante hain, aur Allah ke ehsan ka inkar karte hain