Surah An-Nahl Verse 71 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَٱللَّهُ فَضَّلَ بَعۡضَكُمۡ عَلَىٰ بَعۡضٖ فِي ٱلرِّزۡقِۚ فَمَا ٱلَّذِينَ فُضِّلُواْ بِرَآدِّي رِزۡقِهِمۡ عَلَىٰ مَا مَلَكَتۡ أَيۡمَٰنُهُمۡ فَهُمۡ فِيهِ سَوَآءٌۚ أَفَبِنِعۡمَةِ ٱللَّهِ يَجۡحَدُونَ
Aur dekho, Allah ne tum mein se baaz ko baaz par rizq mein fazilat ata ki hai, phir jin logon ko yeh fazeelat di gayi hai woh aisey nahin hain ke apna rizq apne ghulaamo ki taraf pher diya karte hon taa-ke dono is rizq mein barabar ke hissedaar ban jayein. To kya Allah hi ka ehsan maanne se in logon ko inkar hai