Surah An-Nahl Verse 70 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَٱللَّهُ خَلَقَكُمۡ ثُمَّ يَتَوَفَّىٰكُمۡۚ وَمِنكُم مَّن يُرَدُّ إِلَىٰٓ أَرۡذَلِ ٱلۡعُمُرِ لِكَيۡ لَا يَعۡلَمَ بَعۡدَ عِلۡمٖ شَيۡـًٔاۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٞ قَدِيرٞ
Aur dekho, Allah ne tumko paida kiya, phir woh tumko maut deta hai aur tum mein se koi badhtareen umar ko pahucha diya jata hai taa-ke sab kuch jaanne ke baad phir kuch na janey. Haqq yeh hai ke Allah hi ilm mein bhi kamil hai aur qudrat mein bhi