Surah An-Nahl Verse 69 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlثُمَّ كُلِي مِن كُلِّ ٱلثَّمَرَٰتِ فَٱسۡلُكِي سُبُلَ رَبِّكِ ذُلُلٗاۚ يَخۡرُجُ مِنۢ بُطُونِهَا شَرَابٞ مُّخۡتَلِفٌ أَلۡوَٰنُهُۥ فِيهِ شِفَآءٞ لِّلنَّاسِۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَةٗ لِّقَوۡمٖ يَتَفَكَّرُونَ
Aur har tarah ke phoolon ka rass choos aur apne Rubb ki humwar ki hui raahon par chalti reh. Is makkhi ke andar se rang bi rang ka ek sharbat nikalta hai jismein shifa hai logon ke liye. Yaqeenan is mein bhi ek nishani hai un logon ke liye jo gaur o fikr karte hain