Surah Al-Isra Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israوَلَقَدۡ ءَاتَيۡنَا مُوسَىٰ تِسۡعَ ءَايَٰتِۭ بَيِّنَٰتٖۖ فَسۡـَٔلۡ بَنِيٓ إِسۡرَـٰٓءِيلَ إِذۡ جَآءَهُمۡ فَقَالَ لَهُۥ فِرۡعَوۡنُ إِنِّي لَأَظُنُّكَ يَٰمُوسَىٰ مَسۡحُورٗا
Humne Moosa ko to nishaniyan ata ki thi jo sareeh taur par dikhayi de rahi thi (which were quite manifest). Ab yeh tum khud bani Israel se pooch lo ke jab woh saamne aayi to Firoun ne yahi kaha tha na ke “Aey Moosa, main samajhta hoon ke tu zaroor ek sehar-zada (bewitched) aadmi hai