Surah Al-Isra Verse 59 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israوَمَا مَنَعَنَآ أَن نُّرۡسِلَ بِٱلۡأٓيَٰتِ إِلَّآ أَن كَذَّبَ بِهَا ٱلۡأَوَّلُونَۚ وَءَاتَيۡنَا ثَمُودَ ٱلنَّاقَةَ مُبۡصِرَةٗ فَظَلَمُواْ بِهَاۚ وَمَا نُرۡسِلُ بِٱلۡأٓيَٰتِ إِلَّا تَخۡوِيفٗا
Aur humko nishniyan bhejne se nahin roka magar is baat ne ke insey pehle ke log unko jhutla chuke hain. (Chunanche dekhlo) Samood ko humne alaniya ountni (she-camel) laa kar di aur unhon ne uspar zulm kiya. Hum nishaniyan isi liye to bhejte hain ke log unhein dekh kar darein