Surah Al-Baqara Verse 144 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraقَدۡ نَرَىٰ تَقَلُّبَ وَجۡهِكَ فِي ٱلسَّمَآءِۖ فَلَنُوَلِّيَنَّكَ قِبۡلَةٗ تَرۡضَىٰهَاۚ فَوَلِّ وَجۡهَكَ شَطۡرَ ٱلۡمَسۡجِدِ ٱلۡحَرَامِۚ وَحَيۡثُ مَا كُنتُمۡ فَوَلُّواْ وُجُوهَكُمۡ شَطۡرَهُۥۗ وَإِنَّ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ لَيَعۡلَمُونَ أَنَّهُ ٱلۡحَقُّ مِن رَّبِّهِمۡۗ وَمَا ٱللَّهُ بِغَٰفِلٍ عَمَّا يَعۡمَلُونَ
hum aap ke chehre ko baar baar asmaan ki taraf uthte hoye dekh rahe hai, ab hum aap ko us qible ki janib mutawajje21 karenge jis se aap khush ho jaaye, aap apna mu masjid haraam ki taraf pher le aur aap jahaa kahi ho apna mu osi taraf phera kare, ahale kitaab ko is baath ke Allah ki taraf se barhaq hone ka qatayi22 ilm hai, aur Allah ta’ala un amaal se ghaafil nahi jo ye karte hai