Surah Al-Baqara Verse 145 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَلَئِنۡ أَتَيۡتَ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ بِكُلِّ ءَايَةٖ مَّا تَبِعُواْ قِبۡلَتَكَۚ وَمَآ أَنتَ بِتَابِعٖ قِبۡلَتَهُمۡۚ وَمَا بَعۡضُهُم بِتَابِعٖ قِبۡلَةَ بَعۡضٖۚ وَلَئِنِ ٱتَّبَعۡتَ أَهۡوَآءَهُم مِّنۢ بَعۡدِ مَا جَآءَكَ مِنَ ٱلۡعِلۡمِ إِنَّكَ إِذٗا لَّمِنَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
aur aap agar che ahale kitab ko tamaam dalile de di, lekin wo aap ke qible ki pairvi nahi karenge aur na aap un ke qible ko maanne wale hai aur na ye aapas mein ek dosre ke qible ko maanne wale hai,vaur agar aap ba wajodh ye ke aap ke pas ilm aa choka, phir bhi un ki qwaahisho ke piche lag jaaye, to bil yaqeen aap bhi zaalimo mein se ho jayenge