Surah Al-Baqara Verse 197 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraٱلۡحَجُّ أَشۡهُرٞ مَّعۡلُومَٰتٞۚ فَمَن فَرَضَ فِيهِنَّ ٱلۡحَجَّ فَلَا رَفَثَ وَلَا فُسُوقَ وَلَا جِدَالَ فِي ٱلۡحَجِّۗ وَمَا تَفۡعَلُواْ مِنۡ خَيۡرٖ يَعۡلَمۡهُ ٱللَّهُۗ وَتَزَوَّدُواْ فَإِنَّ خَيۡرَ ٱلزَّادِ ٱلتَّقۡوَىٰۖ وَٱتَّقُونِ يَـٰٓأُوْلِي ٱلۡأَلۡبَٰبِ
haj ke mahine muqarrar hai, is liye jo shaqs in mein haj laazim karle, wo apni biwi se mel milap karne, gunah karne aur ladaayi jhagde karne se bachta rahe, tum jo neki karoge us se Allah ta’ala ba qabar hai, aur apne saath safar qarch le liya karo, sub se behtar tosha Allah ta’ala ka darr hai, aur aye aqal-mando mujh se darte raha karo