Surah Al-Baqara Verse 220 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraفِي ٱلدُّنۡيَا وَٱلۡأٓخِرَةِۗ وَيَسۡـَٔلُونَكَ عَنِ ٱلۡيَتَٰمَىٰۖ قُلۡ إِصۡلَاحٞ لَّهُمۡ خَيۡرٞۖ وَإِن تُخَالِطُوهُمۡ فَإِخۡوَٰنُكُمۡۚ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ ٱلۡمُفۡسِدَ مِنَ ٱلۡمُصۡلِحِۚ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَأَعۡنَتَكُمۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَزِيزٌ حَكِيمٞ
dunya aur aaqirath ke umoor ko, aur tujh se yatimo ke baare mein bhi sawaal karte hai, aap keh dijiye ke un ki khair qwahi behtar hai, tum agar un ka maal apne maal mein mila bhi lo, to wo tumhaare bhai hai, badh niyyath aur nek niyyath har ek ko Allah qoob jaanta hai aur agar Allah chaahta to tumhe mashaqqath50 mein daal deta, yaqinan Allah ta’ala ghalba waala aur hikmath wala hai