Surah Al-Baqara Verse 219 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞يَسۡـَٔلُونَكَ عَنِ ٱلۡخَمۡرِ وَٱلۡمَيۡسِرِۖ قُلۡ فِيهِمَآ إِثۡمٞ كَبِيرٞ وَمَنَٰفِعُ لِلنَّاسِ وَإِثۡمُهُمَآ أَكۡبَرُ مِن نَّفۡعِهِمَاۗ وَيَسۡـَٔلُونَكَ مَاذَا يُنفِقُونَۖ قُلِ ٱلۡعَفۡوَۗ كَذَٰلِكَ يُبَيِّنُ ٱللَّهُ لَكُمُ ٱلۡأٓيَٰتِ لَعَلَّكُمۡ تَتَفَكَّرُونَ
log aap se sharaab aur joye ka masla pochte hai, aap kehdi jiye ke in duno mein bahuth bada gunaah hai, aur logo ko is se dunyaavi fayeda bhi hota hai, lekin un ka gunaah un ke nafa se bahuth zyaada hai, aap se ye bhi daryaafth48 karte hai ke kya kuch qarch kare? to aap keh dijiye ke haajath49 se zyaada cheez, Allah ta’ala isi tarah apne ehkaam saaf saaf tumhaare liye bayaan farma raha hai, ta ke tum sonch samajh sako