Surah Al-Baqara Verse 265 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَمَثَلُ ٱلَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمۡوَٰلَهُمُ ٱبۡتِغَآءَ مَرۡضَاتِ ٱللَّهِ وَتَثۡبِيتٗا مِّنۡ أَنفُسِهِمۡ كَمَثَلِ جَنَّةِۭ بِرَبۡوَةٍ أَصَابَهَا وَابِلٞ فَـَٔاتَتۡ أُكُلَهَا ضِعۡفَيۡنِ فَإِن لَّمۡ يُصِبۡهَا وَابِلٞ فَطَلّٞۗ وَٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرٌ
un logo ki misaal jo apna maal Allah ta’ala ki razaa mandi ki talab mein dil ki khushi aur yaqeen ke saath qarch karte hai, us baagh jaisi hai jo oonchi zameen par ho aur zoor daar baarish us par barse aur wo apna phal dogna la de, aur agar us par baarish na bhi barse to phuwar hee kaafi hai aur Allah tumhaare kaam dekh raha hai