Surah Al-Baqara Verse 266 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraأَيَوَدُّ أَحَدُكُمۡ أَن تَكُونَ لَهُۥ جَنَّةٞ مِّن نَّخِيلٖ وَأَعۡنَابٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُ لَهُۥ فِيهَا مِن كُلِّ ٱلثَّمَرَٰتِ وَأَصَابَهُ ٱلۡكِبَرُ وَلَهُۥ ذُرِّيَّةٞ ضُعَفَآءُ فَأَصَابَهَآ إِعۡصَارٞ فِيهِ نَارٞ فَٱحۡتَرَقَتۡۗ كَذَٰلِكَ يُبَيِّنُ ٱللَّهُ لَكُمُ ٱلۡأٓيَٰتِ لَعَلَّكُمۡ تَتَفَكَّرُونَ
kya tum mein se koyi bhi ye chaahta hai ke us ka khajuro aur anguro ka baagh ho jis mein nehre beh rahi ho aur har qism ke phal maujood ho, us shaqs ka bhudaapa aa gaya ho, us ke nanhe nanhe se bacche bhi ho, aur achaanak baagh ko bagola lag jaaye jis mein aag bhi ho, pas wo baagh jal jaaye, isi tarah Allah ta’ala tumhaare liye aayate bayaan karta hai ta ke tum ghaur wa fikr karo