Surah Al-Baqara Verse 273 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraلِلۡفُقَرَآءِ ٱلَّذِينَ أُحۡصِرُواْ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ لَا يَسۡتَطِيعُونَ ضَرۡبٗا فِي ٱلۡأَرۡضِ يَحۡسَبُهُمُ ٱلۡجَاهِلُ أَغۡنِيَآءَ مِنَ ٱلتَّعَفُّفِ تَعۡرِفُهُم بِسِيمَٰهُمۡ لَا يَسۡـَٔلُونَ ٱلنَّاسَ إِلۡحَافٗاۗ وَمَا تُنفِقُواْ مِنۡ خَيۡرٖ فَإِنَّ ٱللَّهَ بِهِۦ عَلِيمٌ
sadqaath ke mustaheq sirf wo ghurba hai jo Allah ki raah mein rok diye gaye, jo mulk mein chal phir nahi sakte, nadaan log unki be-sawaali ki wajeh se unhe maaldaar qayaal karte hai, aap un ke chehre dekh kar qayaafa77 se unhe pehchaan lenge, wo logo se chimat kar sawaal nahi karte, tum jo kuch maal qarch karo to Allah ta’ala us ka jaanne waala hai