Surah Al-Baqara Verse 89 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَلَمَّا جَآءَهُمۡ كِتَٰبٞ مِّنۡ عِندِ ٱللَّهِ مُصَدِّقٞ لِّمَا مَعَهُمۡ وَكَانُواْ مِن قَبۡلُ يَسۡتَفۡتِحُونَ عَلَى ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ فَلَمَّا جَآءَهُم مَّا عَرَفُواْ كَفَرُواْ بِهِۦۚ فَلَعۡنَةُ ٱللَّهِ عَلَى ٱلۡكَٰفِرِينَ
aur un ke paas jab Allah ta’ala ki kitaab un ki kitaab ko saccha karne waali aayi, halaan ke pehle ye khud (us ke zariye) kaafiro par fatah chahte thein, to ba-wajoodh aa jaane aur ba-wajoodh pehchaan lene ke phir kufr karne lage, Allah ta’ala ki laanath ho kaafiro par