Surah Al-Baqara Verse 90 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraبِئۡسَمَا ٱشۡتَرَوۡاْ بِهِۦٓ أَنفُسَهُمۡ أَن يَكۡفُرُواْ بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ بَغۡيًا أَن يُنَزِّلَ ٱللَّهُ مِن فَضۡلِهِۦ عَلَىٰ مَن يَشَآءُ مِنۡ عِبَادِهِۦۖ فَبَآءُو بِغَضَبٍ عَلَىٰ غَضَبٖۚ وَلِلۡكَٰفِرِينَ عَذَابٞ مُّهِينٞ
bahuth buri hai wo cheez jis ke badhle unhone apne aap ko bech daala,wo unka kufr karna hai, Allah ta’ala ki taraf se naazil shuda cheez ke saath mahaz is baath se jal kar ke Allah ta’ala ne apna fazal apne jis bandhe par chaaha naazil farmaaya, us ke baayes ye log ghazab par ghazab ke mustaheq ho gaye, aur un kaafiro ke liye ruswa karne waala azaab hai