Surah Al-Baqara Verse 91 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذَا قِيلَ لَهُمۡ ءَامِنُواْ بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ قَالُواْ نُؤۡمِنُ بِمَآ أُنزِلَ عَلَيۡنَا وَيَكۡفُرُونَ بِمَا وَرَآءَهُۥ وَهُوَ ٱلۡحَقُّ مُصَدِّقٗا لِّمَا مَعَهُمۡۗ قُلۡ فَلِمَ تَقۡتُلُونَ أَنۢبِيَآءَ ٱللَّهِ مِن قَبۡلُ إِن كُنتُم مُّؤۡمِنِينَ
aur jab un se kaha jaata hai ke Allah ta’ala ki utaari hoyi kitaab par imaan laao, to keh dete hai ke jo hum par utaari gayi, us par hamaara imaan hai, halan ke us ke baadh waali ke sath jo un ki kitaab ki tasdeeaq karne waali hai kufr karte hai, accha un se ye to daryaath kare ke agar tumhaara imaan pehli kitaabo par hai to phir tum ne agle ambiyaa ko kyo qatal kiya