Surah Al-Baqara Verse 96 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَلَتَجِدَنَّهُمۡ أَحۡرَصَ ٱلنَّاسِ عَلَىٰ حَيَوٰةٖ وَمِنَ ٱلَّذِينَ أَشۡرَكُواْۚ يَوَدُّ أَحَدُهُمۡ لَوۡ يُعَمَّرُ أَلۡفَ سَنَةٖ وَمَا هُوَ بِمُزَحۡزِحِهِۦ مِنَ ٱلۡعَذَابِ أَن يُعَمَّرَۗ وَٱللَّهُ بَصِيرُۢ بِمَا يَعۡمَلُونَ
balke sub se zyaada dunya ki zindagi ka harees aye Nabi! aap inhee ko payenge, ye hirs zindagi mein mushriko se bhi zyaada hai in mein se to har shaqs ek ek hazaar saal ki umr chahta hai, go ye umr diya jaana bhi unhe azaab se nahi choda sakta, Allah ta’ala un ke kaamo ko ba-qoobi dekh raha hai