Surah Al-Qasas Verse 18 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasفَأَصۡبَحَ فِي ٱلۡمَدِينَةِ خَآئِفٗا يَتَرَقَّبُ فَإِذَا ٱلَّذِي ٱسۡتَنصَرَهُۥ بِٱلۡأَمۡسِ يَسۡتَصۡرِخُهُۥۚ قَالَ لَهُۥ مُوسَىٰٓ إِنَّكَ لَغَوِيّٞ مُّبِينٞ
Dusre roz woh subah saware darta aur har taraf se khatra bhampta hua shehar mein jaa raha tha ke yakayak kya dekhta hai ke wahi shaks jisne kal usey madad ke liye pukara tha aaj phir usey pukar raha hai. Mossa ne kaha “tu to bada hi behka hua aadmi hai”