Surah Al-Qasas Verse 19 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasفَلَمَّآ أَنۡ أَرَادَ أَن يَبۡطِشَ بِٱلَّذِي هُوَ عَدُوّٞ لَّهُمَا قَالَ يَٰمُوسَىٰٓ أَتُرِيدُ أَن تَقۡتُلَنِي كَمَا قَتَلۡتَ نَفۡسَۢا بِٱلۡأَمۡسِۖ إِن تُرِيدُ إِلَّآ أَن تَكُونَ جَبَّارٗا فِي ٱلۡأَرۡضِ وَمَا تُرِيدُ أَن تَكُونَ مِنَ ٱلۡمُصۡلِحِينَ
Phir jab Moosa ne irada kiya ke dushman qaum ke aadmi par hamla karey to woh pukar uttha “Aey Moosa , kya aaj tu mujhey usi tarah qatal karne laga hai jis tarah kal ek shaks ko qatal kar chuka hai, tu is mulk mein jabbar ban kar rehna chahta hai, Islaah nahin karna chahta”