Surah Al-Qasas Verse 31 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَأَنۡ أَلۡقِ عَصَاكَۚ فَلَمَّا رَءَاهَا تَهۡتَزُّ كَأَنَّهَا جَآنّٞ وَلَّىٰ مُدۡبِرٗا وَلَمۡ يُعَقِّبۡۚ يَٰمُوسَىٰٓ أَقۡبِلۡ وَلَا تَخَفۡۖ إِنَّكَ مِنَ ٱلۡأٓمِنِينَ
aur ye (bhi awaaz aayi) ke apni laathi daal de, phir jab ose dekha ke wo saanp ki tarah phan phana rahi hai, to peet pher kar waapas ho gaye aur mud kar rukh bhi na kiya, hum ne kaha aye Mosa! (alaihissalaam) aage aa, dar math, yaqinan tu har tarah amn waala hai