Surah Al-Qasas Verse 31 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasوَأَنۡ أَلۡقِ عَصَاكَۚ فَلَمَّا رَءَاهَا تَهۡتَزُّ كَأَنَّهَا جَآنّٞ وَلَّىٰ مُدۡبِرٗا وَلَمۡ يُعَقِّبۡۚ يَٰمُوسَىٰٓ أَقۡبِلۡ وَلَا تَخَفۡۖ إِنَّكَ مِنَ ٱلۡأٓمِنِينَ
Aur (hukum diya gaya ke) “phenk de apni laathi.”Junhi ke Moosa ne dekha ke woh laathi saanp (snake) ki tarah bal kha rahi hai to woh peeth pher kar bhaaga aur unse mudh kar bhi na dekha. (Irshad hua) “Moosa, palat aa aur khauf na kar, tu bilkul mehfuz hai