Surah Al-Qasas Verse 32 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasٱسۡلُكۡ يَدَكَ فِي جَيۡبِكَ تَخۡرُجۡ بَيۡضَآءَ مِنۡ غَيۡرِ سُوٓءٖ وَٱضۡمُمۡ إِلَيۡكَ جَنَاحَكَ مِنَ ٱلرَّهۡبِۖ فَذَٰنِكَ بُرۡهَٰنَانِ مِن رَّبِّكَ إِلَىٰ فِرۡعَوۡنَ وَمَلَإِيْهِۦٓۚ إِنَّهُمۡ كَانُواْ قَوۡمٗا فَٰسِقِينَ
Apna haath girehban mein daal, chamakta hua niklega bagair kisi takleef ke aur khauf se bachne ke liye apna baazu bhench le(fold back). Yeh do roshan nishaniyan hain tere Rubb ki taraf se Firoun aur uske darbariyon ke saamne pesh karne ke liye, woh badey hi nafarmaan log hain”