Surah Al-Qasas Verse 37 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasوَقَالَ مُوسَىٰ رَبِّيٓ أَعۡلَمُ بِمَن جَآءَ بِٱلۡهُدَىٰ مِنۡ عِندِهِۦ وَمَن تَكُونُ لَهُۥ عَٰقِبَةُ ٱلدَّارِۚ إِنَّهُۥ لَا يُفۡلِحُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
Moosa ne jawab diya “Mera Rubb us shaks ke haal se khoob waqif hai jo uski taraf se hidayat lekar aaya hai aur wahi behtar jaanta hai ke aakhri anjaam kiska accha hona hai, haqq yeh hai ke zaalim kabhi falah nahin paatey.”