Surah Al-Qasas Verse 38 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasوَقَالَ فِرۡعَوۡنُ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلۡمَلَأُ مَا عَلِمۡتُ لَكُم مِّنۡ إِلَٰهٍ غَيۡرِي فَأَوۡقِدۡ لِي يَٰهَٰمَٰنُ عَلَى ٱلطِّينِ فَٱجۡعَل لِّي صَرۡحٗا لَّعَلِّيٓ أَطَّلِعُ إِلَىٰٓ إِلَٰهِ مُوسَىٰ وَإِنِّي لَأَظُنُّهُۥ مِنَ ٱلۡكَٰذِبِينَ
Aur Firoun ne kaha “Aey ehle darbaar main to apne siwa tumhare kisi khuda ko nahin jaanta. Hamaan, zara eatain (bricks) pakwa kar mere liye ek unchi imarat to banwa, shayad ke uspar chadh kar main Moosa ke khuda ko dekh sakoon, main to isey jhoota hi samajhta hoon”