Surah Al-Qasas Verse 47 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَلَوۡلَآ أَن تُصِيبَهُم مُّصِيبَةُۢ بِمَا قَدَّمَتۡ أَيۡدِيهِمۡ فَيَقُولُواْ رَبَّنَا لَوۡلَآ أَرۡسَلۡتَ إِلَيۡنَا رَسُولٗا فَنَتَّبِعَ ءَايَٰتِكَ وَنَكُونَ مِنَ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ
agar ye baath na hoti ke unhe un ke apne haatho aage bheje hoye amaal ki wajeh se koyi musibath pahonchti, to ye keh uthte ke aye hamaare rab! tu ne hamaari taraf koyi rasool kyo na bheja? ke hum teri aayato ki taabedaari karte aur imaan waalo mein se ho jaate