Surah Al-Qasas Verse 47 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasوَلَوۡلَآ أَن تُصِيبَهُم مُّصِيبَةُۢ بِمَا قَدَّمَتۡ أَيۡدِيهِمۡ فَيَقُولُواْ رَبَّنَا لَوۡلَآ أَرۡسَلۡتَ إِلَيۡنَا رَسُولٗا فَنَتَّبِعَ ءَايَٰتِكَ وَنَكُونَ مِنَ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ
(Aur yeh humne isliye kiya ke) kahin aisa na ho ke unke apne kiye kartooton ki badaulat koi museebat jab unpar aaye to woh kahein “aey parwardigar, tu-nay kyun na hamari taraf koi Rasool bheja ke hum teri aayaat ki pairawi karte aur ehle iman mein se hotey.”