Surah Al-Qasas Verse 48 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasفَلَمَّا جَآءَهُمُ ٱلۡحَقُّ مِنۡ عِندِنَا قَالُواْ لَوۡلَآ أُوتِيَ مِثۡلَ مَآ أُوتِيَ مُوسَىٰٓۚ أَوَلَمۡ يَكۡفُرُواْ بِمَآ أُوتِيَ مُوسَىٰ مِن قَبۡلُۖ قَالُواْ سِحۡرَانِ تَظَٰهَرَا وَقَالُوٓاْ إِنَّا بِكُلّٖ كَٰفِرُونَ
Magar jab hamare haan se haqq unke paas aa gaya to woh kehne lagey ‘kyun na diya gaya isko wahi kuch jo Moosa ko diya gaya tha?” Kya yeh log uska inkar nahin kar chuke hain jo issey pehle Moosa ko diya gaya tha? Unhon ne kaha “dono jaadu hain jo ek dusre ki madad karte hain” aur kaha “hum kisi ko nahin maante.”