Surah Al-Qasas Verse 48 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasفَلَمَّا جَآءَهُمُ ٱلۡحَقُّ مِنۡ عِندِنَا قَالُواْ لَوۡلَآ أُوتِيَ مِثۡلَ مَآ أُوتِيَ مُوسَىٰٓۚ أَوَلَمۡ يَكۡفُرُواْ بِمَآ أُوتِيَ مُوسَىٰ مِن قَبۡلُۖ قَالُواْ سِحۡرَانِ تَظَٰهَرَا وَقَالُوٓاْ إِنَّا بِكُلّٖ كَٰفِرُونَ
phir jab un ke paas hamaari taraf se haq aa pahoncha to kehte hai ke, ye wo kyo nahi diya gaya jaise diye gaye thein Mosa(alaihissalaam), accha to kya Mosa(alaihissalaam) ko jo kuch diya gaya tha, us ke saath logo ne kufr nahi kiya tha, saaf kaha tha ke ye duno jaadugar hai, jo ek dosre ke madadgaar hai aur hum to un sab ke munkir hai