Surah Al-Qasas Verse 77 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَٱبۡتَغِ فِيمَآ ءَاتَىٰكَ ٱللَّهُ ٱلدَّارَ ٱلۡأٓخِرَةَۖ وَلَا تَنسَ نَصِيبَكَ مِنَ ٱلدُّنۡيَاۖ وَأَحۡسِن كَمَآ أَحۡسَنَ ٱللَّهُ إِلَيۡكَۖ وَلَا تَبۡغِ ٱلۡفَسَادَ فِي ٱلۡأَرۡضِۖ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
aur jo kuch Allah ta’ala ne tujhe de rakha hai, us mein se aaqirath ke ghar ki talaash bhi rakh aur apne dunyaawi hisse ko bhi na bhol aur jaise ke Allah ne tere saath ehsaan kiya hai, tu bhi accha sulook kar aur mulk mein fasaadh ka qaaha na ho, yaqeen maan, ke Allah mufsido ko na pasand rakhta hai